A Project of E-SolBiz™
 

 

 

   
 
Name

aslam-o-alaekam mere sath yeh masla hey ke aik to meri sehat theek nahi rehti,aur dosra masla yeh hey ke meri ankhoo ke girad halqe hey jiska koi hal ho to plz batade.thankyou.

Salma

 

Name

me tume srif ankho ka bata sako ga mafi dena tum jab subha ho khere kat kar upar rkha karo muje yhekan hay to ho jay ga.THANKU

Abrar

Bhai Abrar, Kheera kaat kar rakha tha laikin theek nahi hua, haan quran parhnai say kafee bahtar ho raha hai. allah hafiz Anisa Akhtar

anisa akhtar

Assalam-o-Alaikum, ek behtareen hal to anisa ki taraf se app ko mil chuka. Ek aur aasan hal : Raat jaldi sona subah jaldi uthna aur agar aapka haazma durust naa ho to usay durust karna. raat ke khane ke fauran baad 10-15 minute brisk walking aur 2 ghanton ke baad hi sona. dopahar ke khane ke fauran baad 20-30 minute complete aaram, yahan tak ke dimaag ko bhi har soch say khali kar dein. Allah Haafiz

Mohammed Tarique

 


 
Name
Name
Prolem