asalam u alaikum janab mera masla yeh hai k main namaz parhna chahti hoon fajar k namaz parhti hoon magar baqi namazien nahin parh pati kabhi himmat nahin hoti kabhi koi kam ajata hai main pabandi chahti hoon rooz ahad karti hoon per rooz h khud ka kiya ahad tour deti hoon plz help me out merey liey dua karien plz ALLAH HAFIZ
sonia
|